Mohabbat

"Mohabbat bhi Zindagi ki tarah hoti hai
Har mod asaan nehi hota, har mod pe khushiya nehi milti.
Jab hum zindagi ka saath nehi chhodte toh
Mohabbat ka saath kyun chhode??
---Mohabbatein

2016-01-25

Tadap---53


Arz kiya hai...

Sochta hoon aapna saher chhod doon

Yahan pattharo se zyada thokrein yaadon ki hai

har din ek purana zakhm

ek naya ghaw banta ja raha hai.

No comments:

Post a Comment