Mohabbat

"Mohabbat bhi Zindagi ki tarah hoti hai
Har mod asaan nehi hota, har mod pe khushiya nehi milti.
Jab hum zindagi ka saath nehi chhodte toh
Mohabbat ka saath kyun chhode??
---Mohabbatein

2015-11-18

Yaadein


Uss mod se aksar gujar ta hoon main

Jahan tumne kahan tha…

Kabhi juda na honge hum

Na ruthenge tumse kabhi

Na hi ruswa honge

yeh pyaar hamara hai

Ise milkar saath nibhayenge.

Aaj bhi waahan…

aaksar intezar karta hun tera

ke tu raasta bhatak ke aa jaye

khwahise adhuri rehe geyi

ummeede aab sone ko hai

dua sirf yehi hai ke

tu naa hi saahi

tera koi paigam toh aa jaye.

No comments:

Post a Comment